Monday, March 3, 2014

Mere Dil ki Kalam Se- Meri Battein Mere Jazbaat





                                              तुझे क्या पसंद है बस ये ही जानना अब शौंक है मेरा
                                               के मै सांसे भी लेती हू के सुना है पसंद है तुझे मेरी ये भी एक अदा


*************************************************



**************
Kabhi apni hussi par bhi aata hai gussa
Kabhi saare jahan ko hasane ko jee chahta hai
Kabhi chupa lete hain gamho ko dil ke kisi konne mein
Kabhi kisi ko sab kuch sunane ko jee chahta hai
Kabhi rota nahi dil toot jaane par bhi
Aur kabhi yu hi aansu bahane ko jee chahta hai
Kabhi sochte hai ho kuch naya is zindgi mein
Kabhi yu hi bas jiye jaane ko jee chahta hai


********



तुम सो जाओ हमारे अागे तो पूरी रात बाकी है
तारो से तेरा जिकर चांद से तेरी बात अभी बाकी है
अभी तो सुनाया ही नही हाल-ए-दिल ओर तुम घबरा गए
थाम के बैठो दिल को , मेरे जज्बात अभी बाकी हैं
ज़माने से नही तकदीर से भी लड़ने को त्यार बैठा हु
न जाने देखने कैसे कैसे हालात अभी बाकी हैं
तुम सो जाओ हमारे अागे तो पूरी रात बाकी है

*************************************************
शहर की इस भागती दौड़ती जिन्दगी में , कभी तुम मेरे पास से गुजरे होगे कभी मैं तुम्हारे साथ से गुजरा हूँगा
न कभी तुमको मेरा एहसास हुआ न कभी मैंने तुम्हे महसूस किया
मगर मेरा दिल जानता है के इक न इक दिन मैं तुमको ढून्ढ ही लूँगा
उस दिन कहूँगा के काश तुम मुझे बरसो पहले मिल गये होते
काश तुमने मुझे बरसो पहले छोड़ा ही न होता
मैं जनता हु के एक बार फिर से तुम कुछ ऐसी मजबूरी बनायोगी के मैं फिर चुप हो जाऊंगा
तुम एक बार फिर चली जाओगी मेरी तलाश को अधूरी छोड़ के और मैं फिर से तुमको ढून्दुगा कुछ नए सवालो के साथ
*************************************************
अब तक जिन्दा थे तेरी खबर आने की आस में
आज खबर आई तो जिन्दा रहने की आस भी जाती रही
*************************************************
तब मेरा दिल कहता था आज मेरी ख़ाक कहती है ,
तब तू रगों में बस्ती थी अब तू कण कण में रहती है
बस चंद पलो का फासला है उस चाहत और इस मोहब्बत में
रूह तब भी तुम्हे चाहती थी आत्मा आज भी चाहती है
बेबसी तब भी ऐसी थी बेबसी आज भी वैसी है
आँखें छलकती थी दर्द-ए-गम में तब, दर्द-ए-जुदाई में आज भी बहती हैं
***********************************************************************************
ऐसे मोड़ पे ला के जिन्दगी ने खड़ा कर दिया
हमारी ख़ुशी और गम का कारण एक सा कर दिया
जिससे पाई थी जीने की की वजह हमने
उस्सी ने जिन्दगी को बे-वजा कर दिया
*************************************************
इससे बेहतर और इससे बद्तर कुछ नहीं
जो कल तक सब कुछ था वोह आज कुछ नहीं
लाजवाब जिन्दगी अब बेवजह बन गयी,
पूछता है कोई वजह-इ-बर्बादी, कह देते है हम "कुछ नहीं"
*************************************************
तूफान तो बहुत आए, बहुत बार आए इन आँखों के समंदर में
हमने उन्हें पलकों के साहिल पे आने की इज़ाज़त नहीं दी
चाहा जिसे सालो भर खुद को भूल कर
उसने जुदाई का फैसला किया और एक पल की मोहलत नहीं दी
खुदा ने दिल दिया , दिल से दिल मिलाया
फिर खुदा ने दिल तोड़ के दर्द सहने की क्यों हिम्मत नहीं दी
तूफान तो बहुत आए, बहुत बार आए इन आँखों के समंदर में
हमने उन्हें पलकों के साहिल पे आने की इज़ाज़त नहीं दी
*************************************************
पतझड़ में पत्तो का हाल पूछते हो , कुछ तो सोचो ये कैसे सवाल पूछते हो
गमो के मारे से जीने का ख्याल पूछते हो, कुछ तो सोचो ये कैसे सवाल पूछते हो
तुम भी ज़माने के साथ उड़ा लो मजाक मेरा ,
मोहबत में लुटे हूए को वफ़ा की मिसाल पूछते हो, कुछ तो सोचो ये कैसे सवाल पूछते हो
*************************************************
कोई है जो मुझे रुलाता है, रुलाता है ख़ुशी के आंसू
कोई है जो मुझे हसाता है, हसाता है जब मैं उदास हु
कोई है जो मेरे लिए दीवानी और जिसके लिए मैं पागल
कोई है जिसकी मैं जान हु कोई है जो मेरे लिए मेरा दिल
कोई है जिसके बिन जीना मुश्किल है, मुश्किल है उससे दूर रहना
कोई है जिसके सामने जुबा नहीं खुलती चाहता हु न जाने क्या क्या कहना
खोया रहता हु उसके ख्यालो में , वोह पूछती है कहाँ गुम हो
मेरी जिंदगी का मकसद मेरे जीने की उम्मीद बस तुम हो तुम हो तुम हो
*************************************************
दिल पूछता है मुझसे क्यों है तू इतना बेचैन , मैंने बोलता हु दिल से साजन को तरस गए नैन
दिल पूछता है मुझसे क्यों है तू इतना उदास मैंने बोलता हु दिल से मेरा साजन  नहीं मेरे पास
दिल बोलता है मुझसे मोहब्बत में बर्बाद हो जायेगा , मैं बोलता हु दिल को बचा क्या जो खो जायेगा
दिल पूछता है मुझसे तेरा दिलबर कैसा है , मैंने बोलता हु दिल से वोह चंदा जैसा है
दिल बोलता है मुझसे  के चंदा  तो है बहुत दूर, मैं बोलता हु दिल से मैं कुछ और दिन हु मजबूर
फिर मेरी मोहब्बत मेरे साथ होगी, फिर न कभी अस्को की बरसात होगी
जी भर के देखूंगा उसको ,करूँगा जी भर के प्यार
दिल बोलता है मुझ से तू दिल गया है हार मैं बोलता हु दिल से के बस उसी का है इंतज़ार
बस उसी का है इंतज़ार
 *************************************************
 Kabhi teri yaad mein hum raat bhar na soye Kabhi ankh mein kankar ka bahana karke roye
Kabhi teri yaad mein baithe baithe muskuraye Kabhi wohi yaad teri mere dil ko tadpaye
Tere sath ke har lamhe ko humne ankho mein basa ke rakhenge
Jab tak tu door hai tere rumaal ko seene se laga ke rakhenge
Mujhe yakeen hai tum mujhko bhi utna hi yaad karte hoge
Meri tarah tum bhi milne ki fariyaad karte hoge
Hammare sath ke hazaro pal ek pal se lagte hain
Tujhe khawabo mein basa ke sote hain teri yaado mein jagte hain
Tere bin bitaya ek pal hazaro saal se kum nahi hoga
Teri sath baho mein maut bhi ayegi to gum nahi
Jaldi aao ke judai ab sahi nahi jaati
Door reh ke ankho ki baat ankho se kahi nahi jati
Tumhare sath hai jindgi poori is baat ka ehsaas dilane aa jao
Bahut pyasi hain bahein meri ke in mein samane aa jao....
*************************************************
Main darta rehta hu ke Tumhe paane ki chahat mein aisi khata na ho jaye ke tumko kho du
Main darta rehta hu ke khushio ka paane ki laalch mein kahin aisa na ho ke main ro du
Dil sacha pyaar sacha par kahin kismat na rooth jaye
Zindgi bhar ka rishta jodte jodte kahin kuch pal ka rishta bhi toot jaye
Main darta rehta hu ke tumse bichad ke tum Bin kaise reh paunga
Chand lamhe nahi nikalte tum bin, lambi judai kaise seh paunga....
Main chahta hu har sans tumhare sang bitau
sambhalo tum mujhe gar main dunia ki bheed main kahin kho jau
Tujhse Gale lagne ka sakoon , tumse milne ka janoon
Main darta rehta hu ke gar kal Main na rahu
Maut se bhi mang loonga chand lamhe mohlat ke
Kahunga ke kuch waade baki hai abhi mohhabat ke
Main darta rehta hu ke gar koi wada main nibha na paya
Main darta rehta hu ke kabhi tumko mana na paya
********************************************************************
Meri chahat aksar mujhko dhokha de jati hai
Main tumse door hota hu ye tere pass le aati hai
Zamane se chupa kar tumhe baho mein bharna hai
Ab to bas aakhri sans tak tumhi se pyar karna hai
Teri ankhe tera matha tere galo ko jab choom leta hu
Ussi nashe mein main kuch din jhoom leta hu
Tere sath hai khushia tere sath hai jindgi meri
Tuhi mohabbat tuhi sanse ab tu hi bandgi meri
*******************************************************************
mujhme ho iss kadar ke main mujhme nahi hu
dekhta hu tujhko jab lagta hai ke main tujhme kahin hu
***************************************************************************

Tumhare bin  bheed mein bhi tanha rehta  hu
raato ko andhero mein bhi main jagta hi rehta hu
Itni chahat itni mobbahat mere naseeb mein hai likhdi tumne
Ye kahin kho na jaye mujhse main darta hi rehta hu
Tumhare bin ek pal kaatna mushkil hai ab to
Jaldi chale aao ke main tadpta rehta hu
Ye iss baar ki jo doorie hai najane kyu kar aisi hai
Halat meri  dali se tutte hue patte ke jaisi hai 
Tumhare bin mujhe koi hawa uda  na le jaye
Kahi toofan gamo ka mujhe baha na le jaye
Tumhara pyaar hai jo mujhko ladne ki himmat deta hai
Tumhara pyaar hai jo mujhe jeene ki taqat deta hai
Tumhare hath ko hatho mein thamme chalna chahta hu
Ke mom banke teri baho mein pighalna chahta hu
Aa jao na aa jao na ke main tumse milna chahta hu
*****************************************************************************
Kitni asani se poocha tumne ke kya main chod du tumhe 
Jaise kisi bache ne khilone se poocha ke kya main tod tu tumhe
Main khilona hu par zinda hu fir bhi kuch keh na paunga
Ye swaal hi na poochte gar jante ke tum bin reh na paunga
Ye meri hi nakaami hai ke tumhe itni himmat na de paya
Ye meri hi badkismati ke tumhara pyaar ne le paya
Main janta hu tumne kuch soch kar hi bola hoga
Mujhse milne wali khushi aur gum ko dunia ke tarazu mein tola hoga
****************************************************************
 मेरी आवारगी  में कुछ कसूर तुम्हारा भी है
तुम्हारी याद आती है तो घर अच्छा  नहीं लगता
****************************************************************
 Tum door ho ke bhi pass ho ye ehsaas mukamil karta hai mujhe
Tum pass ho ke bhi door ho to main adhoora ho jata hu
Main hazaro baar izhare mohhabat karta hu, fir bhi lagta hai abhi kuch baki hai
Tum ek baar halle dil kehte ho aur main poora ho jata hu

 ****************************************************************
 Mujhme mujhi ko jagah nahi milti, kuch iss kadar shamil ho mujhme tum
Khud ko khudhi mein dhoondta hu jab mil jaate ho har jagah mujhme tum


****************************************************************
Hazaro ki bheed mein apnepann ki talash hai
Roz naye chehro se milta hu fir bhi nayepan ki talash hai
****************************************************************
किसी के पास घडी नहीं किसी के पास वक़्त नहीं और किसी के पास घडी भर का भी वक़्त नहीं
कहीं पे होंसला नहीं कहीं पे मंजिल नहीं और कही पर इरादे सख्त नहीं
नफरतो की हवाएं हर तरफ प्यार की दुआंए हर तरफ
इस शहर में हर शक्श राजा है बस कहीं ताज नहीं और कहीं ताजो-तख़्त नहीं

****************************************************************
ਜਦ ਵੀ ਸ਼ੀਸ਼ੇ ਮੂਹਰੇ ਖੜ ਕੇ  ਵੇਖਯਾ ਕੁਝ ਵਿਛੜੇ ਸਾਥੀ ਨਜਰੀ ਆ ਜਾਂਦੇ ਨੇ
ਇਸ ਵਤਨਾ ਤੋ ਦੂਰ, ਵਕਤੋ ਮਜਬੂਰ ਦੀ ਝੋਲੀ ਕੁਝ ਖੁਸ਼ੀਆ ਪਾ ਜਾਂਦੇ ਨੇ
ਢਿਡ ਭਰਨ ਲਈ ਢਿੱਡੋ ਭੂਖਾ ਮੈਂ ਆਯਾ ਸਬ ਤੋ ਦੂਰ
ਕਿਸ ਪਤਾ ਸੀ ਚੰਦ੍ਰੇ ਡਾਲਰ ਬੰਦੇ ਨੂ ਹੀ ਖਾ ਜਾਂਦੇ ਨੇ
ਜਦ ਵੀ ਸ਼ੀਸ਼ੇ ਮੂਹਰੇ ਖੜ ਕੇ  ਵੇਖਯਾ ਕੁਝ ਵਿਛੜੇ ਸਾਥੀ ਨਜਰੀ ਆ ਜਾਂਦੇ ਨੇ
ਬਾਪੁ ਬੇਬੇ ਚੇਤੇ ਆਉਂਦੇ , ਹਂਜੂ ਟਪ ਟਪ ਬੇਹਂਦੇ ਨੇ , ਮੁੜ ਜਾ ਮਰ ਜਾਣਿਆ ਕਹੰਦੇ ਨੇ
ਜਿੰਨਾ ਦੀ ਖਾਤਿਰ ਭੂਖੇ ਰਹੇ ਓਹ, ਓਹਨਾ ਬਿਨਾ ਹੀ ਜੀਵਨ ਹੰਡਾ ਜਾਂਦੇ ਨੇ
ਖੁਸ਼ੀ ਖੁਸ਼ੀ ਮੈਂ ਪਿੰਡੋ ਚਲਯਾ , ਕੈਨੇਡਾ ਵਿਚ ਜਾ ਡੇਰਾ ਮਲਯਾ, ਫੇਰ ਵੀ ਓਹ ਨਾ ਚੇਹਰਾ ਭੁਲ੍ਯਾ
ਅੱਜ ਵੀ ਸੁਪਨੇ ਉਸਦੇ ਮੈਨੂ ਸੁੱਤੇ ਪਏ ਨੂ ਰਵਾ ਜਾਂਦੇ ਨੇ
ਜਦ ਵੀ ਸ਼ੀਸ਼ੇ ਮੂਹਰੇ ਖੜ ਕੇ  ਵੇਖਯਾ ਕੁਝ ਵਿਛੜੇ ਸਾਥੀ ਨਜਰੀ ਆ ਜਾਂਦੇ ਨੇ
anju matku ghoga pintu rammi soni ballu

ਨਿੱਕੇ ਹੁੰਦਿਆ ਦੇ ਨਾਮ ਪਿਆਰੇ ਰੋਂਦੇ ਨੂ ਵੀ ਹੱਸਾ ਜਾਂਦੇ ਨੇ
ਜਦ ਵੀ ਸ਼ੀਸ਼ੇ ਮੂਹਰੇ ਖੜ ਕੇ  ਵੇਖਯਾ ਕੁਝ ਵਿਛੜੇ ਸਾਥੀ ਨਜਰੀ ਆ ਜਾਂਦੇ ਨੇ

************************************************************************* 

Followers